Kundan Lal Saigal (1904-1947)

The great Indian singing film star of the 1930s and 1940s

(This Site is based almost entirely on  resources made freely available on the Internet)

All contributions & suggestions to upgrade the site for the benefit of KL Saigal Fans are welcome

================================================================================

Home | Profile | Lyrics Audio  | Video  | Photos  | Filmography  | Articles | Singers Club  | Contact  |  Links  

 

 

 

 

 

=============

Lyrics 

=============

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Back to Lyrics Index Page

 

ab mai.n kaah karuu.N kit jaauu.n 

film{Dhartimata} starring{Saigal} lyrics{Pt. Sudarshan} music{Pankaj Mullick}
Contributor: K Vijay Kumar Transliterator: K Vijay Kumar Credits: -



ab mai.n kaah karuu.N kit jaauu.N 

       mai.n kaah karuu.N kit jaauu.N (2) 
  
chhuuT gayaa (3) 
sab saath sahaaraa 
apane bhii kar gaye kinaaraa 
chhuuT gayaa sab saath sahaaraa 
apane bhii kar gaye kinaaraa 
ik baazii me.n sab kuchh haaraa 
aashaa haarii himmat haarii 
ab kyaa daa.Nv lagaauu.N 
mai.n kaah karuu.N kit jaau.N 
ab mai.n kaah karuu.N kit jaauu.N 
mai.n kaah karuu.N kit jaau.N 
jo paudhaa sii.nchaa murajhaayaa 

      TuuT gayaa jo mahal banaayaa (2) 
bujh gayaa jo bhii diyaa jalaayaa 
man a.ndhiyaaraa jag a.ndhiyaaraa 
jyot kahaa.N se laauu.N mai.n 
kaah karuu.N kit jaauu.N

 

------------------------------------------

Back to Lyrics Index Page