|
|
Kundan Lal Saigal (1904-1947) The great Indian singing film star of the 1930s and 1940s (This Site is based almost entirely on resources made freely available on the Internet) All contributions & suggestions to upgrade the site for the benefit of KL Saigal Fans are welcome |
|
|
================================================================================ Home | Profile | Lyrics | Audio | Video | Photos | Filmography | Articles | Singers Club | Contact | Links |
||
|
============= Lyrics =============
|
|
ai
bekhabarii dil ko diivaanaa banaa denaa film{non-Film} lyrics{Seemab Akbarabadi} Contributor: K Vijay Kumar Transliterator: K Vijay Kumar Credits: - ai
bekhabarii dil ko diivaanaa banaa denaa har
saa.Ns kii hastii se begaanaa banaa denaa TuuTaa huaa dil
shamaa-e-butkhaanaa banaa denaa
jab
raat Dhale saaqi, paimaanaa banaa denaa pur_shor
ghaTaao.n kaa mamanuun na hone do tum
ko bhii to aataa hai, diivaanaa banaa denaa tamhiid\-e\-Karaabii
kii, taqamiil Karaabii hai ik
but kaa banaanaa hai, but_khaanaa banaa denaa Kud
kissaa\-e\-Gam apanaa vo taah kiyaa mai.n ne duniyaa
ne bahut chaahaa, afasaanaa banaa denaa siimaab
yahii jaane, gam.rii\-e\-muhabbat hai insaa.N ko hami.njaam\-e\-paravaanaa banaa denaa --------------------------------------------- |