Kundan Lal Saigal (1904-1947)

The great Indian singing film star of the 1930s and 1940s

(This Site is based almost entirely on  resources made freely available on the Internet)

All contributions & suggestions to upgrade the site for the benefit of KL Saigal Fans are welcome

================================================================================

Home | Profile | Lyrics Audio  | Video  | Photos  | Filmography  | Articles | Singers Club  | Contact  |  Links  

 

 

 

 

 

=============

Lyrics 

=============

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Back to Lyrics Index Page

din niike biite jaate hai.n

sumaran kar siyaa\-raam naam

film{Pooran Bhagat} year{1933} starring{Kumar, Anwari, K C Dey, Kapur, Tara, Saigal} singer{Saigal} music{R C Boral} lyrics{}

Contributor: BOL ANAMOL #12212 [V S Rawat]

 

aa

aa

( din niike biite jaate hai.n

sumaran kar siyaa\-raam naam ) \-2

haa.N

sumaran kar siyaa\-raam naam

din niike biite jaate hai.n

 

( kaun tumhaaraa kuTamb\-kabiilaa

ye sab matalab kaa hai liilaa ) \-2

jiite\-jii ke naate hai.n sab \-2

jiite\-jii ke naate hai.n

 

sumaran kar siyaa\-raam naam

din niike biite jaate hai.n \-2

sumaran kar siyaa\-raam naam

din niike biite jaat

 

laakh\-chauraasii bhugat ke aayaa \-2

ba.De bhaagya maanus tan paayaa

laakh\-chauraasii bhugat ke aayaa

ba.De bhaagya maanus tan paayaa

taa par bhii nahii.n karii kamaa_ii \-3

phir paachhe pachhataate hai.n are

phir paachhe pachhataate hai.n \-2

 

sumaran kar siyaa\-raam naam

din niike biite jaate hai.n

sumaran kar siyaa\-raam naam

haa.N

sumaran kar siyaa\-raam naam

din niike biite jaat

------------------------------------------------

Back to Lyrics Index Page