Kundan Lal Saigal (1904-1947)

The great Indian singing film star of the 1930s and 1940s

(This Site is based almost entirely on  resources made freely available on the Internet)

All contributions & suggestions to upgrade the site for the benefit of KL Saigal Fans are welcome

================================================================================

Home | Profile | Lyrics Audio  | Video  | Photos  | Filmography  | Articles | Singers Club  | Contact  |  Links  

 

 

 

 

 

=============

Lyrics 

=============

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Back to Lyrics Index Page

jiivan aashaa ye hai merii

film{Zindagi} year{1940} starring{Saigal, Pahadi Sanyal, Ashalata, Jamuna, Sham Laha, Nemo} singer{Saigal} music{Pankaj Mullick} lyrics{Aarzoo Lakhnawi}
Contributor: BOL ANAMOL #10008 [V S Rawat] Transliterator: 
Comments: based on the story "priy baandhavii" by Prabodh Sanyal


jiivan aashaa ye hai merii
jiivan aashaa ye hai
jitane sahaare chhuuT chuke hai.n
sabakaa sahaaraa ye hai
merii jiivan aashaa ye hai \-2

yahii hai merii saarii puu.njii 
yahii sab yahii sab saramaayaa hai \-2
aa.Nkho kii ThaNDak man kii Dhaa.Dhas \-2
aur annadaataa yah hai
merii jiivan aashaa ye hai \-2

ye hii
yahii hai mujhako hiiraa\-panaa 
yahii hai motii\-muu.ngaa
naam hai jisakaa ek duvannii saaraa Kazaanaa yah hai
( ye jo ga_ii to gayaa Kazaanaa aas ga_ii
aas ga_ii aur jaan ga_ii ) \-2
saare sahaare
saare sahaare TuuT na jaa_e.n
dil ko dha.Daa ye hai \-2
jiivan aashaa \threedots

------------------------------------------------

Back to Lyrics Index Page