Kundan Lal Saigal (1904-1947)

The great Indian singing film star of the 1930s and 1940s

(This Site is based almost entirely on  resources made freely available on the Internet)

All contributions & suggestions to upgrade the site for the benefit of KL Saigal Fans are welcome

================================================================================

Home | Profile | Lyrics Audio  | Video  | Photos  | Filmography  | Articles | Singers Club  | Contact  |  Links  

 

 

 

 

 

 

=============

Lyrics 

=============

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Back to Lyrics Index Page

kis ne ye sab khel rachaayaa

film{Dhartimata}year{1938}starring{Saigal}singer{Saigal}lyrics{Pt. Sudarshan}music{Pankaj Mullick}

Contributor: K Vijay Kumar Transliterator: K Vijay Kumar

 

kis ne ?

kis ne, kis na yah sab khel rachaayaa

kis ne yah sab saaj sajaayaa

apane aap sabhii kuchh karake apanaa aap chhupaayaa

apanaa aap chhupaayaa, kis ne

 

komal komal pyaare paudhe (2)

dhaan-paan matavaare paudhe

inake uupar aakar chhi.Dakii

ra.ng-ruup kii maayaa (2)

apane aap sabhii kuchh karake apanaa aap chhupaayaa

apanaa aap chhupaayaa, kis ne

 

a.ndhere me.n sote the ye

bilakul besudh hote the ye (2)

nii.nd Kurii ke madamaato.n ko

nii.nd se aan jagaayaa (2)

apane aap sabhii kuchh karake apanaa aap chhupaayaa

apanaa aap chhupaayaa, kis ne

 

haraa-bharaa gulazaar khilaa hai

saraso.n kaa sa.nsaar khilaa hai

dekh-dekh man me.n sukh hovat,

akhiyan nuur samaayaa (2)

apane aap sabhii kuchh karake apanaa aap chhupaayaa

apanaa aap chhupaayaa, kis ne

 

kis ne ?

------------------------------------------------

Back to Lyrics Index Page