|
|
Kundan Lal Saigal (1904-1947) The great Indian singing film star of the 1930s and 1940s (This Site is based almost entirely on resources made freely available on the Internet) All contributions & suggestions to upgrade the site for the benefit of KL Saigal Fans are welcome |
|
|
================================================================================ Home | Profile | Lyrics | Audio | Video | Photos | Filmography | Articles | Singers Club | Contact | Links |
||
|
============= Lyrics =============
|
|
This page also has : (1) Lyrics in Itrans format and (2) Translation in Urdu
Ma Ra Ba-Ghamza Kusht-o-Qaza Ra Bahaana
Saakht non-film;
year{}lyrics{Mirza Muhammad Hassan
'Qateel' (1757-1818) (Messages posted in http://groups.google.com/group/rec.music.indian.misc)
Maa raa Maa raa ba-ghamza kusht-o-qaza ra bahaana saakht -2 Khud soo-e-maa na deed-o-hayaa ra bahaana saakht -2
Raftam ba masjide ke ba-beenam jamaal-e-dost -2 Daste ba-rukh kasheed-o-duaa ra bahaana saakht -2
Maa raa ba-ghamza kusht-o-qaza ra bahaana saakht -2
Daste ba dosh-e-ghair nihaad az sar-e-karam -2 Maa raa choon deed-o-laghzish-e-paa raa banaana saakht -2
Maa raa ba-ghamza kusht-o-qaza ra bahaana saakht
Zaahid na daasht taab-e-jamaal-e-paree rukhaan -2 Kunje giraft-o-yaad-e-khudaa ra bahaana saakht -2
Maa raa ba-ghamza kusht-o-qaza ra bahaana saakht -------------------- Looks like this Ghazal has atleast one more she'r (not in the song), and a maqta' at that; ... which almost proves that the Ghazal is by Mirza Muhammad Hassan Qateel (1757-1818). - Zafar in RMIM discussion forum] Khoon-e-'Qateel'-e-be sar-o-paa bahaa-e-kheesh Maleedan-e-nigaar-e-heena
ra bahaana saakht
================================================ Lyrics in iTrans Format (lending itself to conversion into Devnagari script using Itanslator 99 software) ( http://www.omkarananda-ashram.org/Sanskrit/Itranslt.html )
maa haa raa
================================================ Translation By UVR & Zafar (Messages posted in http://groups.google.com/group/rec.music.indian.misc) maa raa
ba-Ghamza kusht o qazaa raa bahaana saaKht {{ hamein tirchhi nazar se maar
diyaa, aur ilzaam maut ke sar maNRh diya -- i.e., when asked what happened, the
reply was something like "alas! Death took him." Khud
hi jaan boojh kar ham se taGhaaful bartaa (= hamaari upekshaa kii), hamaari
taraf naheen dekhaa, aur kah diyaa ke "hamein sharm aati hai!" }}
{{masjid
gaye the ham k apne dost ke husn kaa nazaara kar lein, magar usne hamein dekhte
hi apne chehre ko haathon se chhupaa liyaa, aur bahaana banaa diyaa ki "hamne
to du'aa ke liye haath uThaaye the"}}
{{
yoon to usne baRe pyaar se apna haath Ghair (= our rival in love) ke kandhe par
rakhaa thaa, lekin hamein dekhaa to kah diyaa k 'paaon phisal gaya thaa' (=
laGhzish-e-paa), i.e., ham to sirf sahaara le rahe the, aur koi "aisi-vaisi"
baat naheen hai. }}
{{"zaahid
(priest) ji" mein itni taab (self-control) kahaan ki husn-waalon ko dekh
lein aur phir bhi aape mein raheN? asl kaaran to yahi hai k janaab kyon
kisi kone mein baiThe milte hain (kaheen kisee haseen kaa saamna na ho jaaye!).
lekin dikhaate yoon hain ki Khudaa ki yaad mein magan hain. }} ---------------------- [Looks
like this Ghazal has atleast one more she'r (not in the song), and a maqta' at
that ...
which almost proves that the Ghazal is by Mirza Muhammad Hassan Khoon e
Qateel e be sar o paa raa bahaa e Kheesh {{
("he wantonly spilled Qateel's blood, but ascribed the 'red handedness' to
Henna"). - UVR, RMIM}} ================================================ By Naseer Qureshi <qureshna@googlemail.com > (Messages posted
in http://groups.google.com/group/rec.music.indian.misc) maa raa ba-Ghamza kusht o qazaa raa bahaana saaKht { mujhe (hameN) apne GHamze se
maar Daalaa awr qazaa kaa bahaanah kiyaa merii (hamaarii) taraf KHud to
nah dekhaa, magar Hayaa kaa bahaanah kiyaa } raftam ba masjide k ba-beenam jamaal-e-dost {
ek masjid meN gayaa kih apne dost kaa jamaal dekhuuN daste ba dosh e Ghair nihaad az sar e karam {
haath GHair ke kandhe par rakh diyaa us par mihr-baan ho kar zaahid na daasht taab e jamaal e paree ruKhaan {zaahid ko in HasiinoN ke jamaal (ko dekhne) kii taab kahaaN ---------------- Maqta not included in the song :
Khoon e
Qateel e be sar o paa raa bahaa e Kheesh {Qatiil-i-be-sar-o-paa* ke KHuun ko apne paaNo par us maHbuub ne mal diyaa awr Hinaa kaa bahaanah kiyaa ; be-sar-o-paa=destitute } ------------------------------------------------
|