Kundan Lal Saigal (1904-1947)

The great Indian singing film star of the 1930s and 1940s

(This Site is based almost entirely on  resources made freely available on the Internet)

All contributions & suggestions to upgrade the site for the benefit of KL Saigal Fans are welcome

================================================================================

Home | Profile | Lyrics Audio  | Video  | Photos  | Filmography  | Articles | Singers Club  | Contact  |  Links  

 

 

 

 

 

=============

Lyrics 

=============

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Back to Lyrics Index Page

mai.n kismat kaa maaraa bhagavan

film{Tadbir}year{1945}starring{Saigal}singer{Saigal}lyrics{Swami Ramanand}music{Lal Mohomed}

Contributor: K Vijay Kumar Transliterator: K Vijay Kumar

 

mai.n kismat kaa maaraa bhagavan, mai.n kismat kaa maaraa

jag me.n bhaTak-bhaTak ke haaraa (2) bhagavan

mai.n kismat kaa maaraa bhagavan, mai.n kismat kaa maaraa

 

kismat ke jab phuul tuu baa.nTe (2)

jholii me.n merii bhar diye kaa.nTe (2)

in kaa.nTo ko chunate chunate (2)

guzaraa jiivan saaraa, bhagavan

mai.n kismat kaa maaraa

jag me.n bhaTak-bhaTak ke haaraa, bhagavan

mai.n kismat kaa maaraa

 

biitii umariyaa jalate jalate (2)

jalate a.ngaaro.n pe chal ke (2)

maut kii ma.nzil mil jaaye to (2)

ho jaaye chhuTakaaraa (2), bhagavan

mai.n kismat kaa maaraa (2)

------------------------------------------------

Back to Lyrics Index Page