|
|
Kundan Lal Saigal (1904-1947) The great Indian singing film star of the 1930s and 1940s (This Site is based almost entirely on resources made freely available on the Internet) All contributions & suggestions to upgrade the site for the benefit of KL Saigal Fans are welcome |
|
|
================================================================================ Home | Profile | Lyrics | Audio | Video | Photos | Filmography | Articles | Singers Club | Contact | Links |
||
|
============= Lyrics =============
|
|
Khursheed,
Saigal : more
baalapan ke saathii film{Tansen}year{1943}singer{Khursheed, Saigal}music{Khemchand Prakash}lyrics{Pt. Indra} Contributor:
Nimish Pachapurkar Transliterator: Nimish Pachapurkar khu: (more baalapan ke saathii chhailaa bhuul
jaiyo naa Sai: kyo.n giit birahaa ke gaatii mainaa
bhuul jaiyo naa)\-2 khu: (kabhii naa jhuule baag hi.ndole
kabhii naa baiThe chhaa.Nv re)\-2
(kabhii naa puuchhii baat jiyaa kii)\-2
(kaahe chale par gaa.Nv re)\-2 sai: tuu kyo.n itanaa ghabaraatii,
(bichha.Dii jo.Dii mil jaatii mainaa
bhuula jaiyo naa)\-2 khu: more baalapan ke saathii chhailaa bhuul
jaiyo naa sai: (dil ke darpaN maa hii sajaniyaa luu.Ngaa
tujhe nihaar re)\-2
(jab ghir aaye saavan bhaado)\-2
(liijo hame.n pukaar re)\-2 khu: more saathii naa ghabaraatii torii
mainaa ro ro gaatii
chhailaa bhuul jaiyo naa sai: bichha.Dii jo.Dii mil jaatii mainaa
bhuul jaiyo naa khu: o chhailaa bhuul jaiyo naa sai: o mainaa bhuul jaiyo naa ------------------------------------------------
|