Kundan Lal Saigal (1904-1947)

The great Indian singing film star of the 1930s and 1940s

(This Site is based almost entirely on  resources made freely available on the Internet)

All contributions & suggestions to upgrade the site for the benefit of KL Saigal Fans are welcome

================================================================================

Home | Profile | Lyrics Audio  | Video  | Photos  | Filmography  | Articles | Singers Club  | Contact  |  Links  

 

 

 

 

 

=============

Lyrics 

=============

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Back to Lyrics Index Page

Also see Film yehudi ki ladki version below :

nuqtaachii.n hai Gam-e-dil

film{non-film}year{}starring{}singer{Saigal}music{}lyrics{Mirza Ghalib}

Contributor: Alfaaz Transliterator: K Vijay Kumar

aa

nuqtaachii.n hai Gam\-e\-dil

usako sunaaye na bane

kyaa bane baat jahaa.N

baat banaaye na bane

kyaa bane baat jahaa.N baat banaaye na bane

mai.n bulaataa to huu.n ~~ ~~ ~~

usako magar ai jazbaa\-e\-dil

mai.n bulaataa to huu.n usako magar ai jazbaa\-e\-dil

usape ban jaaye kuchh aisii

usape ban jaaye kuchh aisii ke bin aaye na bane

usape ban jaaye kuchh aisii ke bin aaye na bane

nuqtaachii.n hai Gam\-e\-dil usako sunaaye

 

bojh vo sar pe giraa ~~ ~~ ~~

bojh vo sar pe giraa ~~ hai ki uThaaye na uThe

kaam vo aan pa.Daa hai ki banaaye na bane

kaam vo aan pa.Daa hai ki banaaye na bane

nuqtaachii.n hai Gam\-e\-dil usako sunaaye

 

ishq par zor nahii.n ~~ ~~ ~~

ishq par zor nahii.n ~~ hai ye vo aatish ‘Gaalib’

ke lagaaye na lage

ke lagaaye na lage, aur bujhaaye na bane

ke lagaaye na lage, aur bujhaaye na bane

nuqtaachii.n hai Gam\-e\-dil usako sunaaye

------------------------------------------------

 

yehudi ki ladki version :

nuktaachii.n hai Gam\-e\-dil

usako sunaaye na bane

film{Yahoodi Ki Ladki} year{1933} starring{Ratanbai, Saigal, Pahadi Sanyal, Munirbai, Radha Rani} singer{Saigal} music{Pankaj Mullick} lyrics{Mirza Ghalib}

Contributor: BOL ANAMOL #12213 [V S Rawat], 23/01/2004  Credits: U.V. Ravindra

aa

aa

nuktaachii.n hai, Gam\-e\-dil usako sunaaye na bane

kyaa bane baat jahaa.N baat banaaye na bane \-2

 

mai.n bulaataa to huu.N usako

magar ai jazbaa\-e\-dil \-2

us pe ban jaaye kuchh aisii

us pe ban jaaye kuchh aisii ki bin aaye na bane \-2

nuktaachii.n hai, Gam\-e\-dil usako sunaaye

 

bojh wo sar pe giraa

bojh woh sar se giraa hai, ki uThaaye na uThe

kaam wo aan pa.Daa hai ke banaaye na bane \-2

nuktaachii.n hai, Gam\-e\-dil usako sunaaye

 

ishq par zor nahii.n

ishq par zor nahii.n hai ye vo aatish Gaalib

ke lagaaye na lage

ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane \-2

nuktaachii.n hai, Gam\-e\-dil usako sunaaye

------------------------------------------------

Back to Lyrics Index Page